Saturday 18 June 2011

Greetings Shayari


Mothers Day Shayari in Hindi


Is Zulem Ke Duniya Mainfaqat Payar Meri Maan
Hai Mery Ley Saya-e-Diwar Meri Maan
Nafrat Ky Jazeron Sy Mohabat Ke Hadun Tak
Bus Payar Hai Haan Payar Hai Payar Meri Maan

Hindi Shayari on Holi Festival

Pichkari ki dhaar haathon mei gulaar lekar aayi Holi
Dher saari mithai meetha 2 pyar lekar aayi Holi
Lal,ghulabi,hara,kaala sabh rangon ko aajmaya
Indradanushi rangon ki bauchar lekar aayi Holi
Dushman dost sabh ek hue mail sare dhul gaye
Taan bhigoti maan bhigoti puchkar lekar aayi Holi
Falguni geet bhaang peete bheegte ithlaate badan
Bachpan ki masti jawani ki hunkaar lekar aayi Holi…

Mothers Day Shayari in Hindi

Mothers Day 2011 Logo
Maa Teri Yaad Satati Hai, Mere Paas Aa Jaao
Thak Gayi Hoon, Mujhe Apne Aanchal Main Sulao
Ungliyaan Apni Pher Kar Baalon Main Mere
Ek Baar Phir Se Bachpan Ki Loriyaan Sunaao !!!

Good Night Shayari

Tanha jab dil hoga, aapko aawaz diya karenge.
Raat me sitaronse aapka jikr kiya karenge.
Aap aaye ya na aaye hamari khwabonme,
Ham bas aapka intezaar kiya karenge.
Khwab dekhne ke liye ab so jayenge. Goodnite
`
NAMASKAR!!!
Ye hamari madhya ratri seva hai
Isme hum aadhi raat k baad
Logon ki need kharab karte hain
Dhanyawad ab aap so jayen
`
Dosti agar buri ho, to use hone mat do,
Ho gayi to use khone mat do,
Aur agar dost ho sabse pyara to use sone mat do,
Jagte raho…
`
Pathar se dosti, Jaan ko khatra.
Pathan se dosti, Demag ko khatra.
Daru se dosti, Liver ko khatra.
Hum se dosti, raat be raat SMS ka khatra.

Happy MahaShivratri Shayari

Shiv ki shakti, shiv ki bhakti,
Se aapko khushi ki bahar mile,
Shivratri ke pavan avsar par
Aapko zindgi ki ek nayi achhi shuruaat mille.
Happy MahaShivratri.

Holi Mubarak Shayari

Holi ke rang mast bikhrenge,
kyuke piya ke sang ab ham bhi toa bheegenge…
Holi mein iss baar toa aur bhi rang honge,
kyuke mere piya bhi toa mere sang honge……

Happy Independence Day Shayari

Happy Independence Day Shayri
Kale gore ka bhed nahin
Har dil se hamaara naata hai
Kuchh aur na aata ho hamko
Hamen pyaar nibhana aata hai
Saluting the Spirit of real india…
Happy Independence Day

No comments:

Post a Comment